
Bheegi Saree lyrics sung by Shreya Ghoshal, Adnan Sami & Sachin-Jigar with music by Sachin-Jigar and lyrics by Amitabh Bhattacharya.
Bheegi Saree Lyrics
Chhaila Piya Maila Jiya Fitrat Buri Hai Teri Geele Badan Ko Cheel De Nazrein Chhuri Hain Teri
Bheegi Bheegi Saree Mein Teri Jawaani Jaise Shole Se Lipta Paani
Chhidka Jo Mujh Par Zulfon Se Paani Tune Armaan Hue Toofaani
O Bheegi Bheegi Saree Mein Teri Jawaani Jaise Shole Se Lipta Paani
Haaye Raama Haaye Raama Haaye Raama Haaye Raama Haaye Raama Haaye Haaye Raama Haaye Raama Haaye Raama Haaye Raama Haaye Raama Haaye
Tere Choohte Hi Sajjan Boonde Ye Saawan Ki Sharaab Hui Hai
Tere Nazdeek Aa Ke Meri Bhi Thodi Niyat Kharaab Hai Hui
Aanchaal Mera Yoon Khinchna Harkat Giri Hai Teri Ye Harkatein Karwaa Rahi Jadoogari Hai Teri
Bheegi Bheegi Saree Mein Meri Jawaani Jaise Shole Se Lipta Paani
Reh Kar Baahon Mein Nazrein Chura Na Aise Aankh Mila Meri Rani
Haye Rama Haye Rama Haye Raama Haye Rama Haye Rama Haye Haye Rama Haye Rama Haye Raama Haye Rama Haye Rama Haye
