Skip to content
Ganga Kinare

Ganga Kinare

Jubin Nautiyal
Music
Tanishk Bagchi
Lyricist
Irshad Kamil
Release Date
30 May 2025
Song Description

Ganga Kinare lyrics by Irshad Kamil, sung by Jubin Nautiyal with soulful music composed by Tanishk Bagchi.

Ganga Kinare Lyrics

Ganga kinare jaise savera Paani mein bahti phoolon sa chehra Galiyon ki halchal raunak shehar ki tu

Tere mere hain milte sitaare Milte sitaare saare ke saare Bole mohalla raunak shehar ki tu

Teri chahat ki dhun mein hoon dhundhlaya main Lo mastaya mastaya mastaya main Teri khaatir zamaane mein main aaya Haan aaya main, main aaya

Maine bin tere kai din kaate Poore ho chahat ke ghaate Paane ki tujhko thodi jaldi hai

Ho maine bin tere kai din kaate Baaton se bhar mere sannate Paane ki tujhko thodi jaldi hai

Teri dhundh dhundh mein doob doob mein Ban malang main mastaya Dhundh dhundh mein doob doob mein Ban patang main paglaaya Dhundh dhundh mein doob doob mein Mastaya mastaya main Paglaaya main

Ho maine bin tere kai din kaate Baaton se bhar mere sannate Paane ki tujhko thodi jaldi hai

Yeh khwaahish yeh koshish Rang laaye dil milaye Koi doori koi deri na rahe Ho main aksar hi tadap kar Maangta hoon yeh duayein Koi doori koi deri na rahe