
Humein Jab Se Mohabbat is a timeless romantic classic from Border, sung by Sonu Nigam & Alka Yagnik with heartfelt lyrics by Javed Akhtar.
Humein Jab Se Mohabbat Lyrics
Maahi maahi motiyaan waala Mera sona dachiyaan waala Maahi maahi motiyaan waala Maahi maahi motiyaan waala
Humein jabse mohabbat ho gayi hai Ye duniya khoobsoorat ho gayi hai Humein jabse mohabbat ho gayi hai Ye duniya khoobsoorat ho gayi hai Humein jabse mohabbat ho gayi hai
Fizaaon mein nayi ek roshni hai Havaaon mein ajab si taazgi hai Tum is vadee mein mujhse mil rahi ho Zameen lagta hai jaise ga rahi hai Nayi rut ki mahoorat ho gayi hai Ye duniya khoobsoorat ho gayi hai Humein jabse mohabbat ho gayi hai
Hai lipti dhund mein dilkash nazaare Nadi khaamosh hai chup hain kinaare Hai ek chhoti si kashti aur hum hain Chale jaate hain lehron ke sahaare Suhaani ab lo sangat ho gayi hai Ye duniya khoobsoorat ho gayi hai
Humein jabse mohabbat ho gayi hai Ye duniya khoobsoorat ho gayi hai Humein jabse mohabbat ho gayi hai
Maahi maahi motiyaan waala Mera sona dachiyaan waala Maahi maahi motiyaan waala Maahi maahi motiyaan waala.
