
Kaale Naina
Kaale Naina lyrics sung by Neeti Mohan, Shadab Faridi and Sudesh Bhosale with music by Mithoon and traditional kalaam verses.
Kaale Naina Lyrics
Nazaron ke teer dama dum Ishq faqeer dama dum
Ta na na dhoom dhoom Ta na na dhoom dhoom x(4)
Be-adaa aankhon ka hai Janaab daam kya yahan Bewajah baaton ka hai Janaab kaam kya yahan
Be-adaa aankhon ka hai Janaab daam kya yahan Bewajah baaton ka hai Janaab kaam kya yahan
Dil ka andaaz toh dekho Aaya naa baaz yeh dekho Aapko tarsaaya hai yun Aapne jaam bhar liya
Kaale nainon ka, kaale nainon ka Kaale nainon ka jaadu Wallah kaam kar gaya
Kaale nainon ka jaadu Wallah kaam kar gaya Kaale nainon ka jaadu Wallah kaam kar gaya
Kaam kar gaya mujhko Badnaam kar gaya Kaam kar gaya tujhko Badnaam kar gaya
Kaale nainon ka jaadu Wallah kaam kar gaya Kaale nainon ka jaadu Wallah kaam kar gaya
Ho aankhon se toh kaam hua hai Kaajal kyun badnaam hua hai Aankhon se toh kaam hua hai Kaajal kyun badnaam hua hai
Aaja saiyaan nainan mein Tohe palak daap rakh loon Aaja saiyaan nainan mein Tohe palak daap rakh loon
Naa main dekhun gair ko Naa tohe dekhan doon
Kaale naino ka jaadu Wallah kaam kar gaya Kaale naino ka jaadu Wallah kaam kar gaya
Ta na na dhoom dhoom Ta na na dhoom dhoom x(4)
Band darwaze hain Toot te vaade hain Aashiqui ke junoon mein Lute shehzaade hain
Kahin laila mari hai Kahin majhnu thaga hai Shayaron ke shehar se Uthe afsaane hain
Laila mari ho ya majnu thaga (laila mari hai haaye majnu thaga) Are dunga kabhi na main tujhko daga (dega kabhi na ye tujhko daga)
Teri aashiqui meri deewangi hai Kyun tune li nazrein fira
Haaye aashique haal toh dekho Bin piye chaal to dekho Aapko lalchaya hai yun Aapne daam bhar diya
Kaale naino ka, kaale naino ka Kaale naino ka jaad Wallah kaam kar gaya
Kaale naino ka jaad Wallah kaam kar gaya Kaale naino ka jaadu Wallah kaam kar gaya
Tere naina naina, tere naina naina Tere naina naina, tere naina Tere naina naina, tere naina naina Tere naina naina, tere naina
Tere naina naina, tere naina naina Tere naina naina, tere naina Tere naina naina, tere naina naina Tere naina naina, tere naina
Ho nazar nazar se milegi To sar jhuka legi Woh dilruba hai mera Imtehaan kya legi
Use chiraag jalane ko mat kaha kijiye Woh apne husan se saara shehar jala degi
Tere naina, tere naina, Tere kaale kaale naina Tere naina, tere naina, Tere kaale kaale naina Tere naina, tere naina, Tere kaale kaale naina Tere naina, tere naina, Tere kaale kaale naina
Kaale naino ka jaadu Wallah kaam kar gaya Kaale naino ka jaadu Wallah kaam kar gaya
Kaale naino ka jaadu Kaale naino ka jaadu Wallah kaam kar gaya
