
Khud Se Judah by Shrey Singhal, with heartfelt lyrics and music by himself, is an emotional track about love, loss, and self-discovery.
Khud Se Judah Lyrics
Raaste khushfehmiyan Ab reh gaye hain darmiyaan Maine pyar tujhse hai kiya Tanha tere bin main rahaa
Manzilein hain farebiyaan Jo asar tera mujhpe huaa Ke tera mera pyar kyun yeh aitbaar karne laga Haan meri jaan tera deedar karda rawaan
Guzaare thhe jo pal Paa ke tujhe darbadar Ke tune mera dil Khud se judah kar diya
Tum hi ho paas mere Tum hi thhe saath mere Tumse hi haasil huaa Mujhko mera pataa
Chaaha jo tumko sadaa Paaya yun khud ko zaraa Lamhe woh dhoondun kahaan Itna mujhe bataa
Yeh ishq toh laazmi hai Har dard mein tu basi hai Saanson ko teri kami hai *
Dhadkanein hain shiqayatein Kyun tham gaye ye dil yahaan
Ke tera mera pyar Kyun yeh aitbaar karne laga Haan meri jaan Tera deedaar karda rawaan
Guzaare the jo pal Paa ke tujhe darbadar Ke tune mera dil Khud se judah kar diya
