Skip to content
Kya Leke Aayo jagme

Kya Leke Aayo jagme

Vinod Dubey
Music
Shantanu Moitra
Lyricist
Vinod Dubey
Release Date
27 May 2020
Song Description

Kya Leke Aayo Jagme lyrics sung and written by Vinod Dubey with soulful music composed by Shantanu Moitra.

Kya Leke Aayo jagme Lyrics

Kya leke aayo jag mein kya leke jayega Kya leke aayo jag mein kya leke jayega O bandhu..

Kshan bhangur kaya tu kahaan se laya Guruwan samjhaya par samajh na paya Ye saans nigodi chalti ruk thodi Chal chal ruk jaawe kya khoya payax

Kya leke aayo jag mein kya leke jayega Kya leke aayo jag mein kya leke jayega O bandhu..

Kya leke aayo jag mein kya leke jayega Kya leke aayo jag mein kya leke jayega O bandhu..

O mann sun jogi baat yahaan maya karti ghaat Aa tam bhi tar samjhaat murkh na samjhe baat Hai ishwar tere saath kaahe mann maa ghabraat Ho ram sunire din raat kashth samay kat jaat

Ho sab yahin chhod jayega chhod jayega Kya leke aayo jag mein kya leke jayega Kya leke aayo jag mein kya leke jayega O bandhu..