Skip to content
Main Tumhara

Main Tumhara

Hriday Gattani, Jonita Gandhi
Music
AR Rahman
Lyricist
Amitabh Bhattacharya
Release Date
30 July 2020
Song Description

Main Tumhara lyrics by Amitabh Bhattacharya, sung by Hriday Gattani and Jonita Gandhi with music composed by AR Rahman.

Main Tumhara Lyrics

Tum na huey mere toh kya Hmm.. Tum na huey mere toh kya Main tumhara, main tumhara, main tumhara raha Mere chanda main tumhara sitaara raha

Rishta raha bas rait ka Aye samandar main tumhara kinaara raha Main tumhara, main tumhara, tumhara raha Tum na huey mere toh kya

Tu hi pehli guzarish, hasrat bhi tu aakhiri Maahi mere naseeh marzi bata kya teri Main tumhara, main tumhara, main tumhara raha Mere chanda main tumhara sitaara raha

Main jaadon ke mahine ki tarah Aur tum ho Pashmine ki tarah Main deewaron ki tarah hoon Tum jaise ho dareecha Main bageecha jo tumne seencha

Tum na huey mere toh kya Hmm.. Tum na huey mere toh kya Main tumhara, main tumhara, main tumhara raha Mere chanda main tumhara sitaara raha

Rishta raha bas rait ka Aye samandar main tumhara kinaara raha Main tumhara, main tumhara, tumhara raha Tum na huey mere toh kya..