
Mirza by Javed Ali & Richa Sharma is a powerful blend of soulful vocals and AR Rahman's music with Manoj Muntashir's poetic lyrics.
Mirza Lyrics
Oh..
Ghar aaya mera mirza (x3) Ghar aaya re Ghar aaya mera mirza (x3) Ghar aaya re
Meri jaan tu, meri saans tu Mere dil ki hai, aawaz tu Hai duaaon sa meri paas tu Meri jaan tu, meri saans tu
Ye roshni ye barishein Har aur hain jo raunaqe Ye roshni ye barishein Ye neematein ye daulatein
Sab laaya mera mirza Ghar aaya mera mirza (x2) Ghar aaya re!
Kitni muraadein maangi Tab paaya mera mirza maan bhaya mera Mirza ghar aaya re!
Dill ki dargaahon ka tu Tu hi to murshid hai re, sun le duaa o Saaiyaan
Teri fakeeri main hi Meri ameeri hai re, o sajna jane aa
Man bhaaya mera mirza Ghar aaya mera mirza (x2) Ghar aaya re. Ghar aaya mera mirza (x2) Ghar aaya mera mirza..
Kitni muraadein maangi Tab paaya mera mirza ghar aaya mera Mirza..
Meri jaan tu, meri saans tu Mere dil ki hai, aawaz tu Jo chupaaun main hain woh raaz tu Mera kalma tu, hain namaz tu
Hai duao sa meri paas tu Meri jaan tu, meri saas tu Jahan bant rahi thi niyamatein Usi jaadui se bazar mein
Koi motiyon pe nisaar tha Koi chaand ka kharidar tha Main fana hui teri aag mein Bade shauk se, mere bhaag mein
Likhwaya mera mirza Ghar aaya mera mirza (x3)
