
Naamumkin by Varun Jain, Shreya Ghoshal & Sachin-Jigar is an inspiring melody with heartfelt lyrics by Amitabh Bhattacharya.
Naamumkin Lyrics
Hai naamumkin hai naamumkin Bina tere mera hona hai naamumkin
Yeh ankaha sa jo waada hai Aadha mera tera aadha hai Tujh bin bemaani si raatein hain Tu na ho toh khaamakhaa ke hain yeh din
Hai naamumkin Hai naamumkin Hai naamumkin Hai naamumkin Bina tere mera hona Hai naamumkin
Teri khaatir toh kya kya Main karna chaahta hoon Tere sapno mein rang saaton Main bharna chaahta hoon
Yakeen na ho agar toh Mujhe tu aazma le Teri har aazmaaish se Guzarna chaahta hoon
Haan tujhko kuch saabit na karna hai Bas meri jaan itna karna hai Humse kareeb hi rehna hai Meri nazar se yeh chehra hataaye bin
Hai naamumkin Hai naamumkin Hai naamumkin Hai naamumkin Bina tere mera hona Hai naamumkin
