
Param Sundari lyrics sung by Shreya Ghoshal, written by Amitabh Bhattacharya with energetic music composed by A R Rahman.
Param Sundari Lyrics
Aye bikaneri chhokri santre ki tokri Ghar toh chhudwaya ab kya chhudayegi naukri
Romiyo romiyo gali ke romiyo Bholi shaqal wale saare ke saare farebiyon Romiyo romiyo Bhaade ke premiyon kaahe gale pade ho bin bulaaye baaraatiyon
Le toh gayi kaleja sang mein humein bhi le ja Yeh toh chori pe hai seenazori Kabhi lage monalisa kabhi kabhi lage lolita Aur kabhi jaise kadambari
Haye meri, param param Param param param sundari Haye meri, param param Param param param sundari
Sar se paer talak betahasa husn se bhari Haye meri, param param Param param param sundari
Pairon mein paayal ki bedi se Bandhke main na rehne waali Main allhad purwar ke jaisi hun Pardeson tak behne waali
Mujhe gehno se badhke Sapnon ki chaahat hai Jin sapnon ko sach Ho jaane ki aadat hai
Katti hai meri mardon se Yaari filmon ke pardo se
Le toh gayi kaleja Sang mein hume bhi le ja Yeh toh chori pe hai seenazori
Kabhi lage monalisa Kabhi kabhi lage lolita Aur kabhi jaise kadambari
Haye meri, param param Param param param sundari Haye meri, param param Param param param sundari
Sar se paer talak betahasa husn se bhari Haye meri, param param Param param param sundari
Chhuna nahi chhuna chhuna nahi Chhuna chuna nahi mujhko Hona nahi hona hona nahi Teri hona nahi mujhko
Hath jhod chaahe paanv pad Parvah nahi mujhko Na na na na na na... Na na na na na na..
Aye bikaneri chhokri santre ki tokri Ghar toh chhudwaya ab kya chhudwayegi naukri Dekh ke kamar teri bhaage nabz meri Jaise ghadi ka kaanta hickery dickery dockri
