
Rasiya lyrics sung by Tushar Joshi and Shreya Ghoshal, written by Amitabh Bhattacharya with soulful music by Pritam from Brahmāstra.
Rasiya Lyrics
Mera darpan ankhiyaan teri Tujhko tarse ratiyaan meri Jeena mujhko raas aane laga Jabse chehki batiyaan teri
Jogan tera maara rasiya Jag jeeta dil haara rasiya Pag tere chaubaare thehre Sadke main banjaara rasiya
Rasiya.. Ye tera hua tune jiya moh liya Rasiya.. Ne tera hai jo vahi tujhe saunp diya
Mera sarmaaya hai tu Tera sarmaaya hun main Aaja mujhe seench de Murjhaaya hun main
Jaise mera daaman hai tu Aur teri chhaaya hun main Tabhi tera baawara Kehlaaya hun main
Teri baahon mein ho ke Lagta hai ke zameen pe Jannat sach mein agar kahin hai Yahin hai ..
Ban kar tera yaara rasiya Soche naa dobaara rasiya Pag tere chaubaare thehre Sadqe main banjaara rasiya
Rasiya .. Ye tera hua tune jiya moh liya Rasiya .. Ne tera hai jo vahi tujhe saunp diya
