
Tara Rum Pum Pum is a powerful energetic anthem from Border 2, sung by Sukhwinder Singh with bold beats and friendship-driven lyrics.
Tara Rum Pum Pum Lyrics
Yaari hai imaan mera Imaan kabhi na dole Yaar wahi jo yaar ko apne Rab ke barabar tole
Yaari hai imaan mera Imaan kabhi na dole Yaar wahi jo yaar ko apne Rab ke barabar tole
Dosti ka rang Lahoo se bhi zyada gehra hai Kar doon main to jaan bhi haazir Yaar mera jo bole
Ho sona chaandi kya karne hain? Heere jaise yaar apne hain Ek dooje ke jigri hain Na bichhadenge hum
Tara rum pum pum Pa rum pum pum Pa rum pum pum pum pum Tara rum pum pum Pa rum pum pum Pa rum pum pum pum pum
Nava nava hai raub rang-root bada janchta Har koi dekh salute maarega tha tha tha
Daayein baayein daayein baayein Daayein baayein daayein baayein Kabhi na ruke ye kadam
Tara rum pum pum Pa rum pum pum Pa rum pum pum pum pum Tara rum pum pum Pa rum pum pum Pa rum pum pum pum pum
Doston mein aisa nasha hai Milta nahi maikhaanon mein Yaari aisi cheez hai yaaron Bikti nahi dukaanon mein
Ho o... Doston mein aisa nasha hai Milta nahi maikhaanon mein Yaari aisi cheez hai yaaron Bikti nahi dukaanon mein
Ek nahi agar tu aur main To yaari mein ye bhool hai O maut yaaron ke hisse ki De do humein qabool hai
Mehfilon ki jaan hai ye to Hai dilon ki raunak dekho Ek dooje ko gale laga ke Bhoole saare gham
Tara rum pum pum Pa rum pum pum Pa rum pum pum pum pum Tara rum pum pum Pa rum pum pum Pa rum pum pum pum pum
Daayein baayein daayein baayein Daayein baayein daayein baayein Kabhi na ruke ye kadam
Jiske saath mein yaar khade Wo yaar kabhi na haare Yaar bitha le kandhe pe To tod le ja ke sitaare
Rab nahi par rab se bhi ye kam nahi hote hain Jinko yaar naseeb hue hain Qismat wale saare Haan haan qismat wale saare
Tara rum pum pum Pa rum pum pum Pa rum pum pum pum pum Pa rum pum pum pum pum Pa rum pum pum pum pum
