
Tera Mera Saath is a romantic duet sung by Tushar Joshi and Sumedha Karmahe, with heartfelt lyrics by Priya Saraiya and music by White Noise Collectives.
Tera Mera Saath Lyrics
Dil lag jaaye to kya karna Koi bhi kitaab mein ye na likha Dil lag jaaye to kya karna Koi bhi kitaab mein ye na likha
Aisa lagta hai jaise tere hi liye Dil ye mera kabse tha ruka Agar ye khwaab hai Agar ye khwaab hai Tu hosh aa jaaye na
Sara sara din, sari sari raatan Tera mera saath aa, tera mera saath Sara sara din, sari sari raatan Tera mera saath aa, tera mera saath
Ho mulaqaat apni ye haseen Ho tyohar se kuch kam nahi Unhe jo apne hai roke rakhna Haathon se dekho fisale na Raaton ko taare vaare yoon hi gin'na Baatein humari ruke na
Sara sara din, sari sari raatan Tera mera saath aa, tera mera saath Sara sara din, sari sari raatan Tera mera saath aa, tera mera saath
