
Tere Hawaale lyrics sung by Arijit Singh and Shilpa Rao with soulful music by Pritam and lyrics penned by Amitabh Bhattacharya.
Tere Hawaale Lyrics
Mainu chadheya ishq mein rang tera Ik ho gaya ang mera ang tera Rabb milleya jadd milleya Maahi mainu sang tera
Na hoke bhi kareeb tu Humesha paas tha Ke 100 janam bhi dekhta Main tera raasta
Na hoke bhi kareeb tu Humesha paas tha Ke 100 janam bhi dekhti Main tera raasta
Jo bhi hai sab mera Tere hawaale kar diya Jism ka har ruaan Tere hawaale kar diya
Jo bhi hai sab mera Tere hawale kar diya Jism ka har ruaan Tere hawale kar diya
Dekha zamaana saara bharam hai Ishq ibadat ishq karam hai Mera thikaana teri hi dehleez hai
Ho main hoon deewarein Chhatt hai pia tu Rab ki mujhe nemat hai pia tu Mere liye tu barqat ka taaveez hai
Zara kabhi meri nazar se Khud ko dekh bhi Hai chand mein bhi daag par Na tujhme ek bhi
Khud pe haq mera Tere hawaale kar diya Jism ka har ruaan Tere hawaale kar diya
Jo bhi hai sab mera Tere hawale kar diya Jism ka har ruaan Tere hawale kar diya
Mainu chadheya ishq mein rang tera Ik ho gaya ang mera ang tera Rabb milleya jadd milleya Maahi mainu sang tera
