
Tere Ishk Mein drifts like a burning ember of love — Arijit’s voice meets Rahman’s sweep, in lyrics that surrender the soul.
Tere Ishk Mein Lyrics
Hmm mmm mmm mmmm… Ho ho oo oo oooo…
Tere ishk mein kya se kya bana Tere ishk mein ho raha fanna
Hmm mmm mmm mmmm… Ho ho oo oo oooo…
Ishk na koi bhi meri tarah kare Koyla jala ke zubaan pe na dhare Khel tootne ka kamaal hai magar Toot ke mohabbatein kisi se na kare
Zinda dil kahan bache hai Ishk wale ab mile sila
Hmm mmm mmm mmmm… Ho ho oo oo oooo…
Tere ishk mein khel ho gaya Mere ishk mein main hi kho gaya
Khamoshi mein tera jawaab ho gaya Mera itni der mein hisaab ho gaya Main badal gaya hoon bataun kya hua Khoon mera ishq mein sharaab ho gaya Zinda dil kahan bache hai Ishk wale ab mere siwa
Ho ho oo oo oooo…
Tere ishk mein na bane kasoor Mere ishk mein tu bhi ba-fanaa Tere ishk mein kya se kya bana Tere ishk mein ho raha fanna
Hmm mmm mmm mmmm… Ho ho oo oo oooo…
