
Song Description
Tilasmi Bahein by Sharmistha Chatterjee is a mystical and poetic song with expressive lyrics by A.M. Turaz and music by Rahul M Sharma.
Tilasmi Bahein Lyrics
Tilasmi bahein thaamein Katoon main dil ki shaamein
Tilasmi bahein thaamein Katoon main dil ki shaamein Bhar de aa chand ki chandi Sone jaise tan mein laake Khaiya khaiya khaiya
Haan kasmein khaiya khaiya khaiya Haan kasmein khaiya khaiya khaiya
Chhalka jaaye jism se makhmali nasha Karde khali pi pi ke pyala yeh bhara Katra katra mera bekabu ho raha
Teri ijazat bina dil mera Tere dil main jhaake Khaiya khaiya khaiya
Haan kasmein khaiya khaiya khaiya Haan kasmein khaiya khaiya khaiya
