Skip to content
Tu Hai Champion

Tu Hai Champion

Music
Pritam
Lyricist
IP Singh
Release Date
27 June 2024
Song Description

Tu Hai Champion by Arijit & Amit, with lyrics by Ip Singh and music by Pritam, is an energetic anthem of grit and glory.

Tu Hai Champion Lyrics

Ud le zara sa tu Seene vich nachdi aarzoo Rukna zara na tu Raahein tujhse hain roo-ba-roo

Thoda sa tu rakh sabar Thodi kar jaldbaaziyaan Manzilon pe rakh nazar Safar lamba hai

O, sher ki chaal chal raha, ban ke tu aag jal raha Saans mein aandhiyaan liye khoon tera ubal raha Yeh zamaanon mein shor hai, tere haathon mein zor hai Imtihaanon ki nok pe hauslon se sambhal raha

Champion, champion, champion Tu hai, tu hai, tu hai, tu hai champion Champion, champion, champion Tu hai, tu hai, tu hai, tu hai champion

Mutthi mein hai yeh zamaana tera Likheya tu ik fasaana tera Mutthi mein hai yeh zamaana tera Likheya tu ik fasaana tera

Roshni dhoonde tere ghar ka pata Chaand hona chaahe sirhaana tera Keh rahe raaste, "Kabhi na safar yeh ho khatam Bas tere waaste yeh din nikla hai"

O, sher ki chaal chal raha, ban ke tu aag jal raha Saans mein aandhiyaan liye khoon tera ubal raha Yeh zamaanon mein shor hai, tere haathon mein zor hai Imtihaanon ki nok pe hauslon se sambhal raha

Champion, champion, champion Tu hai, tu hai, tu hai, tu hai champion Champion, champion, champion Tu hai, tu hai, tu hai, tu hai champion

Champion, champion, champion Tu hai, tu hai, tu hai, tu hai champion