Skip to content
Tu Mera Hogaya Hai

Tu Mera Hogaya Hai

Jubin Nautiyal
Music
Pritam
Lyricist
Irshad Kamil
Release Date
6 December 2021
Song Description

Tu Mera Hogaya Hai lyrics sung by Jubin Nautiyal with soulful music by Pritam and heartfelt words penned by Irshad Kamil.

Tu Mera Hogaya Hai Lyrics

Tu mera ho gaya hai Aaye na yaqeen yeh Tu mera ho gaya hai Khwaab toh nahi yeh Tu mera ho gaya hai ya ke nahi

Tu mera ho gaya toh Jannat zameen pe Tu mera ho gaya hai Khwaab toh nahi yeh Tu mera ho gaya hai ya ke nahi

Agar yeh khwaab hai toh Main tera hi khwaab rahunga Nahi ab chain ki chahat Yoon hi betaab rahunga

Tu mera ho gaya hai Baat hai haseen yeh Tu mera ho gaya hai Aaye na yaqeen yeh Tu mera ho gaya hai ya ke nahi

Pehle se jyada sheesha main dekhun Pahle se zyada hasta rahun Main jab akela hota hoon tab bhi Tumse hi baatein karta rahun

Agar pagalpana hai yeh To paagal aaj rahunga Teri hasti nigahon ka Main banke raaz rahunga

Agar pagalpana hai yeh To paagal aaj rahunga Teri hasti nigahon ka Main banke raaz rahunga

Hua bhi hai yeh sach mein Ya hua nahi yeh Tu mera ho gaya hai Khwaab to nahi yeh Tu mera ho gaya hai ya ke nahi