
Tumse Bhi Zyada lyrics sung by Arijit Singh with music by Pritam. Lyrics penned by Irshad Kamil and Ashish Pandit.
Tumse Bhi Zyada Lyrics
Mohabbat mein yoon hadh ko paar kiya Mohabbat mein yoon hadh ko paar kiya Tumse bhi zyada tumse pyaar kiya Tumse bhi jyada tumse pyaar kiya
Dard ki hadon ko bhi paar kiya Dard ki hadon ko bhi paar kiya Tumse bhi zyada tumse pyaar kiya Ho tumse bhi zyada tumse pyaar kiya
Tu meri thi meri hai agar khabar aa jaaye Besabre se dil ko bewaqt sabar aa jaaye
Khushi deke tumko gam udhaar liya Khushi deke tumko gam udhaar liya Tumse bhi zyada tumse pyaar kiya Ho tumse bhi zyada tumse pyaar kiya
Ho..
Ho yeh tadap kaisi hai yeh jalan hai kaisi Haalanki donon mein hai wafa pehle si Jo rang tera hai woh rang hai mera Kuch main tere jaisa kuch tu mere jaisi
Judai ne humko iksaar kiya Judai ne humko iksaar kiya Tumse bhi zyada tumse pyaar kiya Ho tumse bhi zyada tumse pyaar kiya
Mohabbat mein yoon hadh ko paar kiya Mohabbat mein yoon hadh ko paar kiya Tumse bhi zyada tumse pyaar kiya Tumse bhi jyada tumse pyaar kiya
Hmm aa gale mil phir se phir zara chain aaye Ho mere hothon pe phir tere hi saaye Bin tere jeena bhi maut hi lagta hai Ya tu aa jaaye ya saans bhi na aaye
Duaon mein aisa izhaar kiya Duaon mein aisa izhaar kiya Tumse bhi zyada tumse pyaar kiya Ho tumse bhi zyada tumse pyaar kiya
Mohabbat mein yoon hadh ko paar kiya Mohabbat mein yoon hadh ko paar kiya Tumse bhi zyada tumse pyaar kiya Ho tumse bhi jyada tumse pyaar kiya
Ho..
