Skip to content
Uyi Amma

Uyi Amma

Madhubanti Bagchi
Lyricist
Amitabh Bhattacharya
Release Date
4 January 2025
Song Description

Uyi Amma by Madhubanti Bagchi, with lyrics by Amitabh Bhattacharya and music by Amit Trivedi, is a heartfelt track full of emotional depth.

Uyi Amma Lyrics

Muchhon mein akad ke taav bhare Jab mojadiya mein paanv dhare Jab paanv dhare

Aaye haye, najook si maum ki moorat se Bada pathhar dil bartav kare Pathhar dil bartav kare, bartav kare

Uyi amma haye haye main to mar gayi Uyi amma main to toot ke bikhar gayi Uyi amma uyi amma uyi amma

Uyi amma chhui mui se hirniya Uyi amma kal bhediyon se dar gayi Uyi amma uyi amma uyi amma

Paanv jiya pe dhar gayi re Saans mai sandal bhar gayi re Qatal kare upar se bole mar gayi re

Uske ghar mein daketon ke Shak se daketi kar gyi re Qatal kare upar se bole mar gayi re

Oye chhamiya oh re zulamiya Chhamiya oh re zulamiya

Chhori ko ghar se utthaye ke Zabardasti nachaye ke Bada hi aasan hai piya Aankhein sekna haye

Kasam tujhe jaan ki meri Kaahe ki mardanagi teri Aaya na aurat ka dil agar chhu ke dekhna

Udti chidiya ke par gin ke Berahami se pakdav kare Kyu itni berahami se pakdav kare

Uyi amma haye haye main to mar gayi Uyi amma main to toot ke bikhar gayi Uyi amma, uyi amma, uyi amma

Uyi amma chhui mui se hirniya Uyi amma kal bhediyon se dar gyi Uyi amma uyi amma uyi amma uyi amma Uyi uyi uyi uyi amma

Uyi Amma Lyrics – Madhubanti Bagchi | RaptureMuse