
Wallah Habibi
Wallah Habibi lyrics sung by Vishal Dadlani, Vishal Mishra & Dipakshi Kalita with soulful words by Irshad Kamil and music by Vishal Mishra.
Wallah Habibi Lyrics
Reit pe paanv mere Yoon uth sakte karwan mein Jis tarah lau mashalon ki Machalti hai hawa mein
Chaand aadha kare chehre ki Teri yeh naqabein Teri aankhon mein saare Shayaron ki hain kitabein
Tar batar tu khushbuon se hai Mil gayi tu majhnuon se hai Oh marhabi oh marhabi Aa ishq tu jaga de
Wallah habibi Wallah habibi
Karaar na mile bayaar na mile Haan pyaar na mile Tareef se bazaar mein
Woh husn kya bhala Woh kya hai aashiqui Sanwaar na sake Jo pyaar mein, jo pyaar mein
Tar-batar tu khushbuon se hai Mil gayi tu majhnuon se hai Oh marhabi, marhabi Aa ishq tu jaga de
Wallah habibi, wallah habibi Wallah habibi, wallah habibi
