Skip to content
Yeh Mera Husn

Yeh Mera Husn

Music
Tanishk Bagchi, Ganesh Waghela
Featured
Release Date
2 September 2025
Listen on
Be the first to save this track
Song Description

Yeh Mera Husn lyrics by Sameer Anjaan, sung by Shilpa Rao with music by Tanishk Bagchi & Ganesh Waghela.

Yeh Mera Husn Lyrics

Yeh Mera Husn Sajaya Gaya Hai Tere Liye Haseen Mujhko Banaya Gaya Hai Tere Liye Main Aasman Pe Chaandni Ke Aas Paas Rahi Mujhe Zameen Pe Bulaya Gaya Hai Tere Liye..X2

Mere Labon Kee Sabhi Aashik Taarifein Karte Hain Meri Adaa Pe Fida Sare Sab Mujhpe Marte Hain

Boori Nazar Se Bachaya Gaya Hai Tere Liye Sabhi Se Mujhko Chhupaya Gaya Hai Tere Liye Main Aasman Pe Chaandni Ke Aas Paas Rahi Mujhe Zameen Pe Bulaya Gaya Hai Tere Liye

Yeh Mera Husan Sajaya Gaya Hai Tere Liye Haseen Mujhko Banaya Gaya Hai Tere Liye

Main Aasman Pe Chaandni Ke Aas Paas Rahi Mujhe Zameen Pe Bulaya Gaya Hai Tere Liye