Skip to content
Zamaana Lage

Zamaana Lage

Arijit Singh, Shashwat Singh
Music
Pritam
Lyricists
Qaisar Ul Jafri, Sandeep Shrivastava
Release Date
17 June 2025
Song Description

Zamaana Lage lyrics sung by Arijit Singh & Shashwat Singh, written by Qaisar Ul Jafri and Sandeep Shrivastava, with music by Pritam.

Zamaana Lage Lyrics

Tumhare sheher ka mausam bada suhana lage Main ek shaam chura loon agar bura na lage Tumhare bas mein agar ho to bhool jao humein Tumhe bhulane mein shayad mujhe zamaana lage

Zamaana lage, zamaana lage Tumhe bhulane mein, mujhe zamaana lage Zamaana lage, zamaana lage Tumhe bhulane mein, mujhe zamaana lage

Maana meri hee khata hai iss dafa Kal hum pe jo fida tha, ab khafa Yoon hee na berukhi, rag yoon hee na dukhi Dard seene mein uth raha hai baaraha

Tu iss tarah se mere saath bewafayi kar Tu iss tarah se mеre saath bewafayi kar Ki terе baad mujhe koi bewafa na lage

Zamaana lage, zamaana lage Tumhe bhulane mein, mujhe zamaana lage Zamaana lage, zamaana lage Tumhe bhulane mein, mujhe zamaana lage